Ab Yeh Mausam Na Yeh Barsaat Lyrics

"Ab Yeh Mausam Na Yeh Barsaat" lyrics from Husn -E- Ghazal sung by avtar singh and music directed by avtar singh and composed by avtar singh and lyrics written by avtar singh

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ab Yeh Mausam Na Yeh Barsaat Lyrics


Ab yeh mausam na yeh
Barsaat bhali lagati hain
Ab yeh mausam na yeh
Barsaat bhali lagati hain
Tu ho jab paas to har
Baat bhali lagati hain
Ab yeh mausam na yeh
Barsaat bhali lagati hain

Koan aaya hain ye ujade
Huye kashane mein
Koan aaya hain ye ujade
Huye kashane mein
Jal uthe daag mere dil
Ke seeya khane mein
Mujhko ye taare bhari
Raat bhali lagati hain
Mujhko ye taare bhari
Raat bhali lagati hain
Tu ho jab paas to har
Baat bhali lagati hain
Ab yeh mausam na yeh
Barsaat bhali lagati hain

Teri ulfat ki nishani
Hain humaare aansu
Teri ulfat ki nishani
Hain humaare aansu
Kyun na ho humko dilo
Jaan se pyaare aansu
Jaane waale teri
Saugaat bhali lagati hain
Jaane waale teri
Saugaat bhali lagati hain
Tu ho jab paas to har
Baat bhali lagati hain
Ab yeh mausam na yeh
Barsaat bhali lagati hain

Chhed dete hain tera
Zikra sitaarein mujhse
Chhed dete hain tera
Zikra sitaarein mujhse
Jab tasvoor mein huaa
Karti hain baate tujse
Ghum ke maaro ko
Wohi baat bhali lagati hain
Ghum ke maaro ko
Wohi baat bhali lagati hain
Tu ho jab paas to har
Baat bhali lagati hain
Ab yeh mausam na yeh
Barsaat bhali lagati hain
Tu ho jab paas to har
Baat bhali lagati hain
Ab yeh mausam na yeh
Barsaat bhali lagati hain.

More songs lyrics from Husn -E- Ghazal.