Ab To Nahi Duniya Mein Lyrics

"Ab To Nahi Duniya Mein" lyrics from Nadaan sung by noor jehan and music directed by datta korgaonkar and composed by datta korgaonkar

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ab To Nahi Duniya Mein Lyrics


Ab to nahi duniya mein
Kahi apna thikana
Dushman hai zamana
Dushman hai zamana
Ab to nahi duniya mein
Kahi apna thikana
Dushman hai zamana
Dushman hai zamana

Ab kisse kahe kaun
Sune apna fasana
Dushman hai zamana
Ab kisse kahe kaun
Sune apna fasana
Dushman hai zamana

Halat ke sitam se
Lachar hue hai
Halat ke sitam se
Lachar hue hai
Ab kisse kahe kaun
Sune apna fasana
Dushman hai zamana
Ab kisse kahe kaun
Sune apna fasana
Dushman hai zamana

Halat ke sitam se
Lachar hue hai
Halat ke sitam se
Lachar hue hai
Sab kaam tumhare
Bina dushwar hue hai
Sab kaam tumhare
Bina dushwar hue hai
Lekin abhi tak muh se
Aah na bharenge
Lekin abhi tak muh se
Aah na bharenge
Sab sehte rahenge
Ban jayenge sabke
Zulmo ka nishana
Dushman hai zamana
Ab to nahi duniya mein
Kahi apna thikana
Dushman hai zamana
Dushman hai zamana.

More songs lyrics from Nadaan.