Ab To Jagya Lyrics

"Ab To Jagya" lyrics from Bawandar sung by mahalakshmi iyer and music directed by daan singh and composed by daan singh and lyrics written by hariram acharya

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ab To Jagya Lyrics


Ab to jagya sar se
Behna aapa sab ne
Ab to jagya sar se
Behna aapa sab ne
Aapa sab ne sathina
Aapa sab ne
Aapa sab ne sathina
Aapa sab ne
Ab to jagya sar se
Behna aapa sab ne
Ab to jagya sar se
Behna aapa sab ne

Gaav mein nanhe bachho ki
Shadi log rachate
Gaav mein nanhe bachho ki
Shadi log rachate
Andhe rasmo ki vedi par
Unki bali chadate
Andhe rasmo ki vedi par
Unki bali chadate
Ab to jagya sar se
Behna aapa sab ne
Ab to jagya sar se
Behna aapa sab ne

Kachi kaliya kauna kar ke
Ghar sansar basati
Kachi kaliya kauna kar ke
Ghar sansar basati
Chhutpan mein hi maa ban jati
Tan mein rog lagati
Chhutpan mein hi maa ban jati
Tan mein rog lagati
Ab to jagya sar se
Behna aapa sab ne
Ab to jagya sar se
Behna aapa sab ne

Chhaya hai agyan andhera
Aao aaj mitaye
Chhaya hai agyan andhera
Aao aaj mitaye
Nai sadi ki khatir ghar ghar
Aksar deep jalaye
Nai sadi ki khatir ghar ghar
Aksar deep jalaye
Ab to jagna hi hoga
Behno humko milne
Humko mil ke sathino
Sab ko mil ke
Aage badhna hi hoga
Behno sab ko mil ke
Ab to jagya sar se
Behna aapa sab ne
Ab to jagya sar se
Behna aapa sab ne.

More songs lyrics from Bawandar.