Ab To Hum Hain Lyrics

"Ab To Hum Hain" lyrics from Jaan-E-Wafa sung by asha bhosle and music directed by mohammed zahur khayyam and composed by mohammed zahur khayyam and lyrics written by bashar nawaz

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ab To Hum Hain Lyrics


Ab to hum hain
Aur yeh rusvaiyan
Ab to hum hain
Aur yeh rusvaiyan
Kaun samjhe dard ki
Kaun samjhe
Dard ki gehraiyan
Ab to hum hain
Aur yeh rusvaiyan

Hum to kal tak
Aap ka armaan the
Hum to kal tak
Aap ka armaan the
Arzoo the zindagi
The jaan the
Ab humi par tohamati
Kyu aaiyan
Ab humi par tohamati
Kyu aaiyan
Kaun samjhe dard ki
Kaun samjhe
Dard ki gehraiyan
Ab to hum hain
Aur yeh rusvaiyan

Besabab kyu ho gaye
Humse khafa
Besabab kyu ho gaye
Humse khafa
Un fasano ki haqiqat kya bhala
Maan baithe ho jinhe sachaiya
Maan baithe ho jinhe sachaiya
Kaun samjhe dard ki
Kaun samjhe dard ki gehraiyan.

More songs lyrics from Jaan-E-Wafa.