Ab Shiddat-E-Gham Mein Lyrics

"Ab Shiddat-E-Gham Mein" lyrics from Awargi Mein Had Se sung by munni begum and music directed by munni begum and composed by munni begum

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ab Shiddat-E-Gham Mein Lyrics


Ab shiddat-e-gham mein mashluhi
Aaraam shahara deta hain
Ab shiddat-e-gham mein
Mashluhi aaraam shahara deta hain
Yaa dost tasalli dete hain
Yaa dost tasalli dete hain
Yaa jaam shahara deta hai
Ab shiddat-e-gham mein mashluhi

Aye dost mohabbat ke sadme
Tanhaa hi uthane padte hai
Aye dost mohabbat ke sadme
Tanhaa hi uthane padte hain
Rehbar toh faqat is raste mein
Rehbar toh faqat is raste mein
Dogaaon shahara deta hain
Rehbar toh faqat is raste mein
Dogaaon shahara deta hain
Ab shiddat-e-gham mein mashluhi

Do naam hai sirf is duniya mein
Ek saqi ka ek yajda ka
Do naam hai sirf is duniya mein
Ek saqi ka ek yajda ka
Ek naam pareshan karta hain
Ek naam pareshan karta hain
Ek naam shahara deta hain
Ek naam pareshan karta hain
Ek naam shahara deta hain
Ab shiddat-e-gham mein mashluhi

Tufaan kr tevar toh dekho
Saahil ki koi umeed nahi
Tufaan kr tevar toh dekho
Saahil ki koi umeed nahi
Mallah ki soorat toh dekho
Mallah ki soorat toh dekho
Nakaam sahara deta hain
Mallah ki soorat toh dekho
Nakaam sahara deta hain
Ab shiddat-e-gham mein mashluhi
Aaraam shahara deta hain
Yaa dost tasalli dete hain
Yaa dost tasalli dete hain
Yaa jaam shahara deta hai
Ab shiddat-e-gham mein mashluhi.

More songs lyrics from Awargi Mein Had Se.