Ab Raat Guzarne Wali Hai Lyrics

"Ab Raat Guzarne Wali Hai" lyrics from Awaara sung by lata mangeshkar and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and lyrics written by hasrat jaipuri

Singer(s):
Lyricist(s):

Ab Raat Guzarne Wali Hai Lyrics


Aajao tadapte hain armaan
Aajao tadapte hain armaan
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Maein roun yahan
Tum chup ho wahan
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai

O chand ki rangat udhane lagi
O taaron ke dil ab doob gaye
Hai dard bhara bechain sama
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Iss chand ki doli mein aaye nazar
Yeh raat ki dulhan chal di kidhar
Aawaz do tum ho kahan
Ab raat guzarne wali hai

Ghabra ke nazar bhi haar gayi
Ghabra ke nazar bhi haar gayi
Taqdeer ko bhi neend
Aane lagi aane lagi
Tum aate nahin mein jaaun kahan
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai.

More songs lyrics from Awaara.