Ab Mera Kaun Saharavv Lyrics

"Ab Mera Kaun Saharavv" lyrics from Barsaat sung by lata mangeshkar and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and lyrics written by hasrat jaipuri

Singer(s):
Lyricist(s):

Ab Mera Kaun Saharavv Lyrics


Ab mera kaun sahara
Ab mera kaun sahara
Ab mera kaun sahara
Ab mera kaun sahara
Mere balam
Mere balam
Mujhko na bhulana
Ab mera kaun sahara
Ab mera kaun sahara
Ab mera kaun sahara
Ab mera kaun sahara

Tujhse bichhadkar door hui
Milne se majboor hui
Tujhse bichhadkar door hui
Milne se majboor hui
Ro ro ke dil ne tujhko pukara
Ab mera kaun sahara
Ab mera kaun sahara
Ab mera kaun sahara
Ab mera kaun sahara

Tujhse milan ki aas lagi
Naina ras ki pyas lagi
Tujhse milan ki aas lagi
Naina ras ki pyas lagi
Mujhko hai tera gam bhi pyara
Ab mera kaun sahara
Ab mera kaun sahara
Ab mera kaun sahara
Ab mera kaun sahara

Pankh lage udd jaaun main
Lekin kaise aaun main
Pankh lage udd jaaun main
Lekin kaise aaun main
Bebas hui kismat ne mara
Ab mera kaun sahara
Ab mera kaun sahara
Ab mera kaun sahara
Ab mera kaun sahara.

More songs lyrics from Barsaat.