Ab Khushi Hai Na Koi Dard Lyrics
"Ab Khushi Hai Na Koi Dard" lyrics from Piya Nahin Jab Gaon Mein sung by chandan dass and music directed by chandan dass and composed by chandan dass and lyrics written by muqtida hasan nida fazli
Ab Khushi Hai Na Koi Dard Lyrics
Ab khushi hai koi dard rulanewala
Ab khushi hai koi dard rulanewala
Humne apna liya har rang zamanewala
Ab khushi hai koi dard rulanewala
Ab khushi hai koi dard
Usko rukhsat to kiya tha mujhe malum na tha
Usko rukhsat to kiya tha mujhe malum na tha
Saara ghar le gaya ghar chod ke jaanewala
Saara ghar le gaya ghar chod ke jaanewala
Humne apna liya har rang zamanewala
Ab khushi hai koi dard rulanewala
Ab khushi hai koi dard
Door ke chaand ko
Dhundho na kisi aanchal mein
Door ke chaand ko
Dhundho na kisi aanchal mein
Ye ujhala nahi aangan mein samane wala
Ye ujhala nahi aangan mein samane wala
Humne apna liya har rang zamanewala
Ab khushi hai koi dard rulanewala
Ab khushi hai koi dard
Ek musafir ke safar jaisi hai sabki duniya
Ek musafir ke safar jaisi hai sabki duniya
Koi jaldi mein koi der se jaane wala
Koi jaldi mein koi der se jaane wala
Humne apna liya har rang zamanewala
Ab khushi hai koi dard rulanewala
Humne apna liya har rang zamanewala
Ab khushi hai koi dard rulanewala
Ab khushi hai koi dard.
More songs lyrics from Piya Nahin Jab Gaon Mein.