Ab Gham Ko Lyrics
"Ab Gham Ko" lyrics from Nirmohi sung by lata mangeshkar and music directed by madan mohan kohli and composed by madan mohan kohli and lyrics written by p. n. rangeen
Ab Gham Ko Lyrics
Ab gham ko bana lenge
Jine ka sahara
Ab gham ko bana lenge
Jine ka sahara
Dil tut gaya chhut gaya
Sath humara
Ab gham ko bana lenge
Jine ka sahara
Ab gham ko bana lenge
Dur chale jayenge
Duniya se tumhari
Hum dur chale jayenge
Duniya se tumhari
Rokega na ab koi bhi
Yeh kasti humari
Uthti huyi lehro ko
Banaya hai kinara
Ab gham ko bana lenge
Umid rahegi na
Ab armaan rahenge
Umid rahegi na
Ab armaan rahenge
Sapne bhi na aakar kabhi
Mehman rahenge
Magar naam tumhara
Ab gham ko bana lenge
Jine ka sahara
Dl tut chhut gaya
Sath humara
Ab gham ko bana lenge.
More songs lyrics from Nirmohi.