Aayi Thi Meri Zindagi Mein Lyrics

"Aayi Thi Meri Zindagi Mein" lyrics from Bezubaan sung by manhar udhas and music directed by jugal baba and composed by jugal baba

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aayi Thi Meri Zindagi Mein Lyrics


Aayi thi meri zindagi mein
Tum apna bana kar
Aayi thi meri zindagi mein
Tum apna bana kar
Reh gayi ho aaj tum
Reh gayi ho aaj tum
Ek sapna ban kar
Ek sapna ban kar
Aayi thi meri zindagi mein
Tum apna bana kar

Doob gaya tha main tumhare
Pyaar ki gehraayi mein
Doob gaya tha main tumhare
Pyaar ki gehraayi mein
Pyaar ki gehraayi mein
Tod diya tod diya
Dil tune mera
Kyun apna bankar
Reh gayi ho aaj tum
Reh gayi ho aaj tum
Ek sapna ban kar
Ek sapna ban kar
Aayi thi meri zindagi mein
Tum apna bana kar

Zakhm seh kar bhi sada
Mushkurata rehta hoon
Zakhm seh kar bhi sada
Mushkurata rehta hoon
Mushkurata rehta hoon
Tere gham tere gham
Aaye jeevan mein
Ik tohfaa bankar
Reh gayi ho aaj tum
Reh gayi ho aaj tum
Ek sapna ban kar
Ek sapna ban kar.

More songs lyrics from Bezubaan.