Aayi Piya Ke Desh Dulhaniya Lyrics
"Aayi Piya Ke Desh Dulhaniya" lyrics from Grihasthi sung by shamshad begum and music directed by ghulam mohammad and composed by ghulam mohammad and lyrics written by shakeel badayuni, waheed qureshi
Aayi Piya Ke Desh Dulhaniya Lyrics
Aayi piya ke desh dulhaniya
Aayi piya ke desh dulhaniya
O aayi piya ke desh
Kamal kamal pag darti aayi
O kamal kamal pag dharti aayi
Kadam kadam par darti aayi
Kadam kadam par darti aayi
Kisne o kisne desh mein tere aale
Aayi piya ke desh dulhaniya
Man mein piya pe halchal base
Man mein piya pe halchal base
Rahungi aankh mein kajal ban ke
Rahungi aankh mein kajal ban ke
Jis dharti pe ghar piya ka
Sawarg hai wo pardesh dulhaniya
Sawarg hai wo pardesh dulhaniya
Aayi piya ke desh dulhaniya
Aayi piya ke desh dulhaniya
O aayi piya ke desh.
More songs lyrics from Grihasthi.