Aayi Khudai Paak Aayi Lyrics

"Aayi Khudai Paak Aayi" lyrics from Tawaif sung by mahendra kapoor and music directed by ravi shankar sharma (ravi) and composed by ravi shankar sharma (ravi) and lyrics written by hasan kamal

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Aayi Khudai Paak Aayi Lyrics


Aye khudaye
Paak aye rab kari
Kah ke bismilahe
Rahman aur rahim
Kah ke bismilahe
Rahman aur rahim
Sar jhukate hain
Tere darbar mein
Hum to khadim
Hain teri sarkar mein
Hain tu hi malik
Tu hi banda nawaj
Janta hain tu hamare dil ke raz
Kya zami kya aasma
Kya subho sham
Hain sabhi tere
Isharo ke gulam
Tu jo chahe zarha
Bhi ho aaftab
Jisko chahe usko
De tu behisab

Jispe ho teri
Inayat ki nazar
Hai pharisto se
Bhi aala wo basar
Koi muflish hain ke
Daulatmand hain
Teri rahmat ka
Zarooratmand hain
Nek hain aur kon
Badinsan hai
Iski to bas tujhko
Hi pehchan hain
Kya khabar jo yaha
Gunegaro mein ho
Wo teri kudrat ke
Shehkaro mein ho
Humko dikhla
Nekiyo ka rasta
Tujhko hai apne nabi ka vasta
Dil ko do duniya ki daulat
Bakas de yani insa
Ki mohabbat bakas de
Aye khudaye paak aye rab kari
Kah ke bismilahe
Rahman aur rahim
Kah ke bismilahe
Rahman aur rahim
Sar jhukate hain
Tere darbar mein
Hum to khadim hain
Teri sarkar mein

Hain tu hi malik tu
Hi banda nawaj
Janta hain tu
Hamare dil ke raz
Kya zami kya aasma
Kya subho sham
Hain sabhi tere
Isharo ke gulam
Tu jo chahe zarha
Bhi ho aaftab
Jisko chahe usko
De tu behisab

Jispe ho teri
Inayat ki nazar
Hai pharisto se bhi
Aala wo basar
Koi muflish hain ke
Daulatmand hain
Teri rahmat ka
Zarooratmand hain
Nek hai aur kon
Badinsan hain
Iski to bas tujhko
Hi pehchan hain

Kya khabar jo yaha
Gunegaro mein ho
Wo teri kudrat ke
Shehkaro mein ho
Humko dikhla
Nekiyo ka rasta
Tujhko hain apne
Nabi ka vasta
Dil ko do duniya ki daulat
Bakas de yani insa
Ki mohabbat bakas de
Aye khudaye
Paak aye rab kari
Kah ke bismilahe
Rahman aur rahim
Kah ke bismilahe
Rahman aur rahim.

More songs lyrics from Tawaif.