Aaye Jawani Jaye Jawani Lyrics

"Aaye Jawani Jaye Jawani" lyrics from Sheikh Chilli sung by mohammed rafi and music directed by vinod and composed by vinod and lyrics written by pandit indra

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aaye Jawani Jaye Jawani Lyrics


Aaye jawani jaye jawani
Aaye jawani jaye jawani
Kisi ka nahi rahi
O kisi ki na rahi
Na rahegi jawani
Acha kare allah
Bura kare abdulla
Acha kare allah
Bura kare abdulla
Bura abdulla
Aaye jawani jaye jawani
Kisi ki na rahi o kisi ki na rahi
Na rahegi jawani

Bhul ke pahlu me ho
Langur khuda kudrat
Langur khuda kudrat
Langur khuda kudrat
Lomdi ke muh me ho
Angur khuda ki kudrat
Angur khuda ki kudrat
Ye basre ki billi ye
Or ye bagdadi billa
Ye basre ki billi ye
Or ye bagdadi billa
Acha kare allah
Bura kare abdulla
Bura abdulla
Aaye jawani jaye jawani
Kisi ki na rahi o kisi ki na rahi
Na rahegi jawani
Aaye jawani jaye jawani
Kisi ki na rahi o kisi ki na rahi
Na rahegi jawani

Hum to tujhpe mar chuke
Mar chuke tujhpe mar chuke
Mar chuke tujhpe mar chuke
Hum to tujhpe mar chuke
Ab tu jane ya tera kam
Ho teri mithi hasi ke aage
Fika hai ras gulla
Acha kare allah
Bura kare abdulla
Bura abdulla
Aaye jawani jaye jawani
Kisi ki na rahi o kisi ki na rahi
Na rahegi jawani
Aaye jawani jaye jawani
Kisi ki na rahi o kisi ki na rahi
Na rahegi jawani

Mast ishare karti
Aankhe nacha rahi hai
Aise ke jaise chakri phirti
Jaise chakri phirti
Jaise chakri phirti
Aankhe nacha rahi hai
Aise ke jaise chakri phirti
Jisne dekha ho gaya lattu
Kya munsi kya abdulla
Acha kare allah
Bura kare abdulla
Bura abdulla
Aaye jawani jaye jawani
Kisi ki na rahi o kisi ki na rahi
Na rahegi jawani
Aaye jawani jaye jawani
Kisi ki na rahi o kisi ki na rahi
Na rahegi jawani.

More songs lyrics from Sheikh Chilli.