Aaya Nahi Saiyan Lyrics

"Aaya Nahi Saiyan" lyrics from Chehra: The Unknown Mask sung by kamal khan and music directed by deepak k. bajaj and composed by deepak k. bajaj and lyrics written by deepak k. bajaj

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aaya Nahi Saiyan Lyrics


Waqt adhura ye dil dhadka jaaye
Kaahe naa aaye tu kyu tu sataye
Piya ki hai aas mujhko
Suna laage ye sama
Aankhe ye raah dekhe biti jaaye shaam
Aaya naahi saiyaan jiya laage na
Tanhaaiyo mein biti jaaye shaam
Aaya naahi saiyaan kaahe tarsaaye
Aaya naahi saiyaan kaahe tarsaaye
Wade adhure tere chain churaaye,
Kaahe tarsaaye
Aaya naahi saiyaan jiya laage na

Wada tha kaisa tera kaanch ka sapna
Tut ke aise chubha dard na ho kam mera
Wada tha kaisa tera kaanch ka sapna
Tut ke aise chubha dard na ho kam mera
Wade adhure tere chain churaaye,
Kaahe tarsaaye
Aaya naahi saiyaan jiya laage na

Na tha tu humse juda na tu khafa tha
Raahon mein hum akele tanha ye dil mera
Na tha tu humse juda na tu khafa tha
Raahon mein hum akele tanha ye dil mera
Sun le sada ho na juda, jiya jaaye na
Jiya jaaye na, jiya jaaye na
Kaahe naa aaye tu kyu tu sataye
Piya ki hai aas mujhko
Suna laage ye sama
Aankhe ye raah dekhe biti jaaye shaam
Aaya naahi saiyaan jiya laage na
Aaya naahi saiyaan kaahe tarsaaye
Mohe sataye chain churaaye,
Kaahe tarsaaye
Wade adhure tere chain churaaye,
Kaahe tarsaaye
Aaya naahi saiyaan jiya jaaye na
Aaya naahi saiyaan jiya jaaye na.

More songs lyrics from Chehra: The Unknown Mask.