Aaya Main Yahan Lyrics

"Aaya Main Yahan" lyrics from Trinetra sung by kumar sanu and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Aaya Main Yahan Lyrics


Aaya main yaha
Tere liye mere sanam
Aaya main yaha
Tere liye mere sanam

Tu jo kahe jhum ke main
Gata rahu dilbar
Dekh jara mud ke idhar
Kya kya tarane laya

Aaya main yaha
Tere liye mere sanam
Aaya main yaha
Tere liye mere sanam

Sanso ki sama bujne lagi hain
Aanko mein chhaya gahara andhera
Bach ke yaha se jana hain muskil
Charo taraf hain maut ka pahera
Mere masiha yaha
Aake pakad le mujhe
Koi chhuda na sake
Aise jakad le mujhe

Mere bhole sanam
Tere sar ki kasam
Ja ke fir na kabhi laut aaunga

Main tujhe chhodh ke chala jaunga
Main tujhe chhodh ke chala jaunga.

More songs lyrics from Trinetra.