Aaya Bahar Ka Zamana Lyrics

"Aaya Bahar Ka Zamana" lyrics from Kaun Apna Kaun Paraya sung by asha bhosle and music directed by ravi shankar sharma (ravi) and composed by ravi shankar sharma (ravi) and lyrics written by shakeel badayuni

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Aaya Bahar Ka Zamana Lyrics


Aaya bahar ka zamana
Chaman mein na jana
Deewana koi rok na le
Deewana koi rok na le

Aaya bahar ka zamana
Chaman mein na jana
Deewana koi rok na le
Deewana koi rok na le

Dubi dubi har najar
Hai kisi ki chah mein
Dubi dubi har najar
Hai kisi ki chah mein
Kho na jaye dil kahi
Bekhudi ki rah mein
Patli kamar meri lachke
Main chalu bach bachke
Diwana koi rok na le
Diwana koi rok na le
Aaya bahar ka zamana
Chaman mein na jana
Deewana koi rok na le
Deewana koi rok na le

Bahki bahki aankh mein
Mastiyo ka josh hai
Bahki bahki aankh mein
Mastiyo ka josh hai
Mere dil se puch lo
Kisko kitna hosh hai
Najre kisi se jo milau
To dar dar jau
Anjana koi rok na le
Deewana koi rok na le
Aaya bahar ka zamana
Chaman mein na jana
Deewana koi rok na le
Deewana koi rok na le
Aaya bahar ka zamana
Chaman mein na jana
Deewana koi rok na le
Deewana koi rok na le.

More songs lyrics from Kaun Apna Kaun Paraya.