Aawara Kehta Tha Lyrics

"Aawara Kehta Tha" lyrics from Jaanam sung by udit narayan and music directed by nikhil, vinay and composed by nikhil, vinay and lyrics written by faaiz anwar

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aawara Kehta Tha Lyrics


Aawara kehta tha
Mujhe yeh jahan
Jis din se paaya jaanam
Tujhe meharbaan
Aawara kehta tha
Mujhe yeh jahan
Jis din se paaya jaanam
Tujhe meharbaan
Aawar hone lagi
Sooni si ye zindagi
Karne laga pyaar main
Karne laga aashiqi
Mere dil ne pukaara
Aawara aawara aawara
Aawara kehta tha
Mujhe yeh jahan
Jis din se paaya
Jaanam tujhe meharbaan
Aawara kehta tha

Kuchh tere jalwone deewana kiya
Kuchh toh is dil se bhi shararat hui
Mere tazavvur mein basi tu hi tu
Tujse o jaanam yun mohaabat hui
Sadiyo se mujh ko thi teri aarzoo
Badli hai kismat ye jab se mili too
Aawar hone lagi sooni si ye zindagi
Karne laga pyaar main
Karne laga aashiqi
Mere dil ne pukaara
Aawara aawara aawara
Aawara kehta tha

Jis din se nazrone mein tu shamil hui
Harsh main karta hun nazara tera
Yuhi batakta rehta main saari umar
Mujhko agar na milta sahara tera
Ab koi hasrat hai na kuch aas hai
Teri wafa ab to mere paas hai
Aawar hone lagi sooni si ye zindagi
Karne laga pyaar main
Karne laga aashiqi
Mere dil ne pukaara
Aawara aawara aawara.

More songs lyrics from Jaanam.