Aati Hai Palki Lyrics

"Aati Hai Palki" lyrics from Hum Paanch sung by mahendra kapoor and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi, kishore kumar

Singer(s):
Lyricist(s):

Aati Hai Palki Lyrics


Bolo shri shri shri jamidar ki
Bolo shri shri shri sarkar ji ki

Are sawdhan sawdhan
He he sawdhan sawdhan
Aati hai palki sarkar ki
Jai ho jai ho jamidar ki
Aati hai palki sarkar ki
Jai ho jai ho jamidar ki
Aati hai aati hai aati aati aati hai
Aati hai palki pal pal palki
Aati hai palki sarkar ki
Jai ho jai ho jamidar ki
Aati hai palki sarkar ki
Jai ho jai ho jamidar ki
Aati hai palki sarkar ki
Jai ho jai ho jamidar ki
Aati hai palki sarkar ki
Jai ho jai ho jamidar ki
Aati hai palki sarkar ki
Jai ho jai ho jamidar ki

Nachenge hum gayenge
Khushiya khub manayegne
Nachenge hum gayenge
Khushiya khub manayegne
Are apne swami ke raste
Me sewak nain bichayenge
Aaj janam din hai malik ka
Aaj ka din hai bada mahan
Aati hai aati hai aati aati aati hai
Aati hai palki pal pal palki
Aati hai palki sarkar ki
Jai ho jai ho jamidar ki

Ye ye kahe ka swami hai
Ye sewa nahi gulami hai
Ye kahe ka swami hai
Ye sewa nahi gulami hai
Daku ko sadhu na samjho
Dharm ki ye badnami hai
Lut ke hket garibo ke
Ye to ban baitha hai dhanwan
Sawdhan sawdhan
Are sawdhan sawdhan

He dukh me kam ye aata hai
He dukh me kam ye aata hai
Roti hame khilata hai
Roti hame khilata hai
Are sab iske gun gate hai
Ye sab ka ann data hai
Kadwe wachan na bolo
Ruth na jaye bhkato se bhagwan
Sawdhan sawdhan
Are sawdhan sawdhan
Aati hai palki sarkar ki
Jai ho jai ho jamidar ki
Aati hai palki sarkar ki
Jai ho jai ho jamidar ki.

More songs lyrics from Hum Paanch.