Aata Hai Zindagi Mein Lyrics

"Aata Hai Zindagi Mein" lyrics from Balam sung by mohammed rafi, suraiya jamaal sheikh (suraiya) and music directed by bhagatram batish, husnlal batish and composed by bhagatram batish, husnlal batish and lyrics written by qamar jalalabadi

Lyricist(s):
Music Director(s):

Aata Hai Zindagi Mein Lyrics


Aata hai zindagi mein
Bhala pyaar kis tarah
Bhala pyaar kis tarah
Aata hai zindagi mein
Bhala pyaar kis tarah
Bhala pyaar kis tarah
Aankhe uthaao phir main
Bataa ungaa is tarah
Bataaungaa is tarah
Aankhe uthaao phir
Main bataa ungaa is tarah
Bataaungaa is tarah

Anjaan se milaap
Hoga to kis tarah
Anjaan se milaap
Hoga to kis tarah
Hoga to kis tarah
Do lahare aa ke door se
Mil jaaye jis tarah
Ho mil jaaye jis tarah
Do lahare aa ke door se
Mil jaaye jis tarah
Ho mil jaaye jis tarah
Aataa hai zindagi mein
Bhala pyaar kis tarah
Bhala pyaar kis tarah

Ulfat mein gham jo aaye
Sahungi main kis tarah
Ulfat mein gham jo aaye
Sahungi main kis tarah
Sahungi main kis tarah
Tufaan mein naav chalati
Hai bach-bach ke jis tarah
Ho bach-bach ke jis tarah
Tufaan mein naav chalati
Hai bach-bach ke jis tarah
Ho bach-bach ke jis tarah
Aataa hai zindagi mein
Bhala pyaar kis tarah
Bhala pyaar kis tarah

Mujhako bhala kisi pe
Yaqi aaye kis tarah
Mujhako bhala kisi pe
Yaqi aaye kis tarah
Yaqi aaye kis tarah
Be-jaane-bujhe mujhako
Bharosa hai jis tarah
Bharosa hai jis tarah
Be-jaane-bujhe mujhako
Bharosa hai jis tarah
Bharosa hai jis tarah

Aataa hai zindagi mein
Bhala pyaar kis tarah
Bhala pyaar kis tarah
Aankhe uthaao phir main
Bataa ungaa is tarah
Bataa ungaa is tarah.

More songs lyrics from Balam.