Aasman Wale Bata Lyrics

"Aasman Wale Bata" lyrics from Shirin Farhad sung by lata mangeshkar and music directed by mohinder singh sarna and composed by mohinder singh sarna and lyrics written by tanvir naqvi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aasman Wale Bata Lyrics


Aasma wale bata de
Aasma wale bata de
Ki hai maine kya khata
Jiske badle teri dunia
De rahi hai ye saja
Aasma wale bata

Lut gayi hai wo
Bahare lut gayi hai
Lut gayi hai wo bahare
Wo khushi ke din gaye
Ab jiyenge kya ke jine
Ke sahare chin gaye
Char din ka ye tarana
Kis kadar mahanga pada
Aasma wale bata

Rah mushki hai wafa ki rah me
Rah mushkil hai wafa ki
Or manjil dur hai
Mai bhi hu majbur
Mera pyar bhi majbur hai
Khatam hoga jane
Kab tak do dilo ka fasla
Aasma wale bata de ki
Hai maine kya khata
Jiske badle teri duniya
De rahi hai ye saja
Aasma wale bata

More songs lyrics from Shirin Farhad.