AapKe Kamre Mein Koi Lyrics

"AapKe Kamre Mein Koi" lyrics from Yaadon Ki Baaraat sung by asha bhosle, kishore kumar, rahul dev burman and music directed by rahul dev burman and composed by rahul dev burman and lyrics written by majrooh sultanpuri

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

AapKe Kamre Mein Koi Lyrics


Aapke kamre mein
Koi rehta hai ta ra ra ra
Hum nahin kehte
Zamana kehta hai ta ra ra ra
Aapke kamre mein
Koi rehta hai ta ra ra ra
Hum nahin kehte
Zamana kehta hai ta ra ra ra
Aapke kamre mein koi rehta hai

Hum aaj udhar se nikale
To bade intazam se
Gira raha tha koi parda
Haye sare-shaam se
Udhar aap ki photo
Se saji deewaar pe
Padaa hua tha ek
Saya bade aaraam se
Aapke kamre mein
Koi rehta hai

Magar jo ek din main
Guzri gali mein sarkaar ki
Tabhi se chalti hai
Dil pe haye talwaar si
Dabi dabi halki halki
Hasi ki tanaav mein
Machal rahi thi chudi
Bhi haye chankaar si
Yeh na samjho
Koi gafil rehta hai

Ta ra ra ra
Hum nahin kehte
Zamana kehta hai
La la la la aapke
Na na aapke na na na
Aapke kamre mein
Koi rehta hai

Agar main kahu jo dekha
Nahi tha woh koi kwaab
Padaa tha table pe
Chasma woh kiska janaab
Gore gale mein woh
Muffler tha kis hasin ka
Zara haath dil pe rakh
Ke humen dijiye jawaab
Aapke kamre mein koi rehta hai

Dil mil gaye to hum
Khil gaye ke dil dil mile
Jahan mein kabhu kabhu
Are haan haan are haan haan
Are haan haan are wah wah

Dil mil gaye to hum
Khil gaye ke dil dil mile
Jahan mein kabhu kabhu
Are haan haan are haan haan
Are haan haan are wah wah

Yaaro ke liya haa
Hai meri dua haa
Aa jaaye woh din gale
Milke beete jawani
Tumko bhi mile haa
Din bahaar ka haa
Raat bahaar ki yunhi
Jhoome yeh zindagani

Dil mil gaye to hum
Khil gaye ke dil dil mile
Jahan mein kabhu kabhu
Are haan haan are haan haan
Are haan haan are wah wah

Dum maro dum
Meet jaaye gum
Bolo subah sham
Hare krishna hare ram
Hare krishna hare ram
Hare krishna hare ram.

More songs lyrics from Yaadon Ki Baaraat.