Aapan Jeevan Darpan Nyaara Lyrics

"Aapan Jeevan Darpan Nyaara" lyrics from Doctor sung by ila ghosh and music directed by pankaj mullick and composed by pankaj mullick and lyrics written by a. h. shor

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aapan Jeevan Darpan Nyaara Lyrics


Aapan jeevan darpan nyaaraa aa
Aapan jeevan darpan nyaaraa
Iss mein samaayaa roop tihaaraa
Aapan jeevan darpan nyaaraa
Aapan jeevan

Jag ki sewaa jeevan rakshaa
Jag ki sewaa jeevan rakshaa
Karm tumhaare dharm hamaaraa
Jag ki sewaa jeevan rakshaa
Karm tumhaare dharm hamaaraa
Rogi man ko tumhri aashaa
Jeevan jal kaa amrit dhaaraa
Man mein samaayaa roop tihaaraa
Aapan jeevan darpan nyaaraa aa

Andhi aankh ko tumhraa darshan
Dukh badri mein
Chamaktaa taaraa aa aa aaa
Mujhko ko bhi apnaa saa banaa do
Mujhko ko bhi apnaa saa banaa do
Haath ho mere kaam tumhaaraa
Man mein samaayaa roop tihaaraa
Aapan jeevan darpan nyaaraa aa
Aapan jeevan darpan nyaara.

More songs lyrics from Doctor.