Aap Se Achhi Aapki Yaaden Hain Lyrics

"Aap Se Achhi Aapki Yaaden Hain" lyrics from Aap Ki Yaadein sung by anuradha paudwal, kumar sanu and music directed by nadeem saifi, shravan rathod and composed by nadeem saifi, shravan rathod

Music Director(s):
Composer(s):

Aap Se Achhi Aapki Yaaden Hain Lyrics


Aap se achhi aapki yaaden hain
Aap se achhi aapki yaaden hain
Jo tadpati nahin tarsati nahin
Tadpati nahin o tarsati nahin
Aap to aakar chale jaate ho
Aap to aakar chale jaate ho
Woh jaati nahin woh jaati nahin
Tadpati nahin o tarsati nahin

Door hoon tujhse sanam
Mujhko ehsaas hain
Tu nahin hain par
Teri tasveer paas hain
Door hoon tujhse sanam
Mujhko ehsaas hain
Tu nahin hain par
Teri tasveer paas hain
Seene mein dil hain dil mein tu
Mujhko to hain bus teri aarzoo
Saari duniya se kahun
I love you i love you
Aap se achhi aapki yaaden hain
Aap se achhi aapki yaaden hain
Jo tadpati nahin tarsati nahin
Tadpati nahin o tarsati nahin

Aaj kal tere mere pyar ke
Charche har jhubaan par
Sabko malum hain aur
Sabko khabar ho gayi
Aaj kal tere mere pyar ke
Charche har jhubaan par
Sabko malum hain aur
Sabko khabar ho gayi

Aapki baato ka bhi koi aitbaar hain
Kaisa pyar hain aapka kaisa pyar hain
Aapki baato ka bhi koi aitbaar hain
Kaisa pyar hain aapka kaisa pyar hain
Mujhse door kyun jaate ho
Jaake nazar kyun aate ho
Phir bhi aapse kahoon
I love you i love you
Aap se achhi aapki yaaden hain
Aap se achhi aapki yaaden hain
Jo tadpati nahin tarsati nahin
Tadpati nahin o tarsati nahin

Aap to aakar chale jaate ho
Aap to aakar chale jaate ho
Woh jaati nahin woh jaati nahin
Tadpati nahin o tarsati nahin.

More songs lyrics from Aap Ki Yaadein.