Aap Ko Samjha Lyrics

"Aap Ko Samjha" lyrics from Shikhar sung by sadhana sargam, udit narayan and music directed by vijay kalyanji shah (viju shah) and composed by vijay kalyanji shah (viju shah) and lyrics written by sudhakar sharma

Lyricist(s):
Music Director(s):

Aap Ko Samjha Lyrics


Haa aapko samjha hai jabse zindagi
Aapko samjha hai jabse zindagi
Zindagi ab zindagi lagne lagi
Zindagi ab zindagi lagne lagi
Aapki baahon mein jabse aa gaye
Aapki baahon mein jabse aa gaye
Aaisa lagta hai ke manzil pa gaye
Aaisa lagta hai ke manzil pa gaye

In aankhon mein shararat hai sharafat hai
Hai bala ki shaukhiya kaisi yeh qayamat hai
In aankhon mein shararat hai sharafat hai
Hai bala ki shaukhiya kaisi yeh qayamat hai
Iss kadar najdeekiya kehti hai ishaaron se
Aa gaye manzil pe hum in dil ki raahon se
Aapki har baat mein ek baat hai
Aapki har baat mein ek baat hai
Der se samjhe magar kya baat hai
Der se samjhe magar kya baat hai

Kayi armaan dil mein aur uljhan yeh
Jaan lewa hain mohabbat yeh mohabbat yeh
Kayi armaan dil mein aur uljhan yeh
Jaan lewa hain mohabbat yeh mohabbat yeh
Ha aa gaye ham zindagi mein ek aaise mod par
Jee nahi sakte mohabbat ka yeh daaman chodkar
Aapki iss ashiqui ko kya kahe
Aapki iss ashiqui ko kya kahe
Apne is dil ki lagi ka kya kare
Apne is dil ki lagi ka kya kare

Aapko samjha hai jabse zindagi
Aapki baahon mein jabse aa gaye
Zindagi ab zindagi lagne lagi
Aaisa lagta hai ke manzil pa gaye.

More songs lyrics from Shikhar.