Aap ki baaten kare ya Lyrics

"Aap ki baaten kare ya" lyrics from Dil Ki Rahen sung by lata mangeshkar and music directed by madan mohan kohli and composed by madan mohan kohli and lyrics written by naqsh lyallpuri

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aap ki baaten kare ya Lyrics


Aapki baaten kare ya
Apna afsana kahe
Aapki baaten kare ya
Apna afsana kahe
Hosh mein dono nahi hai
Kisko deewana kahe
Hosh mein dono nahi hai
Kisko deewana kahe
Aapki baaten kare

Aapki baho mein aakar
Khil uthi hai zindagi
Aapki baho mein aakar
Khil uthi hai zindagi
In baharo ko bala hum
Kiska najrana kahe
In baharo ko bala hum
Kiska najrana kahe
Aapki baaten kare

Raaz e ulfat zindagi bhar
Raaz rehna chahiye
Raaz e ulfat zindagi bhar
Raaz rehna chahiye
Aankho hi aankho yeh mein
Khamosh afsana kahe
Aankho hi aankho yeh mein
Khamosh afsana kahe
Aapki baaten kare ya
Apna afsana kahe
Hosh mein dono nahi hai
Kisko deewana kahe
Aapki baaten kare.

More songs lyrics from Dil Ki Rahen.