Aap Ke Paas (Title) Lyrics

"Aap Ke Paas (Title)" lyrics from Aap Ke Paas sung by harendra khurana and music directed by harendra khurana and composed by harendra khurana

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aap Ke Paas (Title) Lyrics


Aap ke paas aata
Jaa rahoon
Aap ke paas aata
Jaa rahoon
Main sapno ki sajata
Jaa raha hoon
Aap ke paas

Kya nasha hain
Tumhari aankho mein
Kya nasha hain
Tumhari aankho mein
Kya nasha hain
Tumhari aankho mein
Ye dil ladkhadata
Jaa raha hoon
Main sapno ki sajata
Jaa raha hoon
Aap ke paas

Ishq ki raah mein
Kadam rakh kar
Ishq ki raah mein
Kadam rakh kar
Ishq ki raah mein
Kadam rakh kar
Muqaddar aajmata
Jaa raha hoon
Main sapno ki sajata
Jaa raha hoon
Aap ke paas

Jab se tum zindagi
Mein aayi ho
Jab se tum zindagi
Mein aayi ho
Jab se tum zindagi
Mein aayi ho
Zamane ko bhulata
Jaa raha hoon
Main sapno ki sajata
Jaa raha hoon
Aap ke paas aata
Jaa rahoon
Main sapno ki sajata
Jaa raha hoon
Aap ke paas.

More songs lyrics from Aap Ke Paas.