Aap Jaisa Aap Jaisa Yaar Mujhe Chahiye Lyrics

"Aap Jaisa Aap Jaisa Yaar Mujhe Chahiye" lyrics from Tum Se Achcha Kaun Hai sung by sukhwinder singh and music directed by nadeem saifi, shravan rathod and composed by nadeem saifi, shravan rathod

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aap Jaisa Aap Jaisa Yaar Mujhe Chahiye Lyrics


Aap jaisa aap jaisa yaar mujhe chaahiye
Aap ki mohabbat aur pyaar mujhe chaahiye
Ched ki rani pilli yunhi main gallaon
Aap ke liye hi saari zindagi mein gaaon
Aap ka main aap ka sitara
Aap ka main aap ka sitara
Aap jaisa aap jaisa yaar mujhe chaahiye
Aap ki mohabbat aur pyaar mujhe chaahiye

Aap ki khayal saari ki hi chaahatein
Mere saare geet kya hai aapki aamanate
Zero se bana de hero aap jise chaahein
Yahan tak laayi mujhe aap ki duaein
Apna naseeb yeh savara
Apna naseeb yeh savara
Aap ka main aap ka sitara

Sapno ki duniya mein palkon ke ghar mein
Rehna hai mujhe bas aapki nazar mein
Maine banayi jaga aap ke jigar mein
Mili shaurat mujhe aap ki shaher mein
Aap sa na koyi dildara
Aap sa na koyi dildara
Apna naseeb yeh savara
Aap ka main aap ka sitara
Aap jaisa aap jaisa yaar mujhe chaahiye
Aap ki mohabbat aur pyaar mujhe chaahiye.

More songs lyrics from Tum Se Achcha Kaun Hai.