Aap Aaye To Ujala Sa Hua Lyrics

"Aap Aaye To Ujala Sa Hua" lyrics from Ek Din Aadhi Raat sung by mohammed rafi and music directed by dattaram wadkar and composed by dattaram wadkar and lyrics written by asad bhopali

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aap Aaye To Ujala Sa Hua Lyrics


Aap aaye to ujala sa
Hua mehfil mein
Samane baithi wo tasvir
Banalu dil mein
Samane baithi wo tasvir
Banalu dil mein
Aap aaye to ujala sa
Hua mehfil mein

Shokh julafo ko dekh ke
Ghata sharmati hai
Phul khilate hai
Hasi aap ko jab aati hai
Nazare uthti hai to
Ek bijali si lahrati hai
Aap ayae to ujala sa
Hua mehfil me
Samane baithi wo tasvir
Banalu dil mein
Aap aaye to ujala sa
Hua mehfil mein

Ab kaha hose ke eb
Shola badan samane hai
Husn nur ka rangin
Chaman samane hai
Jagmagate hue suraj
Ki kiran samane hai
Jagmagate hue suraj
Ki kiran samane hai
Aap aye to ujala sa
Hua mehfil mein
Samane baithi wo tasvir
Banalu dil mein in
Aap aaye to ujala sa
Hua mehfil mein

Sab se pyara mera katil hai
Khuda kher kare
Champayi gal pe ek til hai
Khuda kaid kare
Aur isi til pe mera dil hai
Khuda kher kare
Aap aaye to ujala
Sa hua mehfil me
Samane baithi wo tasvir
Banalu dil mein
Samane baithi wo tasvir
Banalu dil mein
Aap aaye to ujala sa
Hua mehfil mein.

More songs lyrics from Ek Din Aadhi Raat.