Aao Tujhe Main Pyar Karu Lyrics

"Aao Tujhe Main Pyar Karu" lyrics from Ramu To Diwana Hai sung by mubarak begum and music directed by chandru atma (c. h. atma) and composed by chandru atma (c. h. atma) and lyrics written by chandru atma (c. h. atma)

Singer(s):
Music Director(s):

Aao Tujhe Main Pyar Karu Lyrics


Aao tujhe main pyar karu
Phir pyaar karu
Aur pyaar karu main
Aao tujhe main pyar karu
Phir pyaar karu
Aur pyaar karu main
Aao tujhe main

Tu hi hain meri
Zindagi ka sahara dubati
Hui naiyya ka kinaara
Tu hi meri manzil
Tu hi mera saahil
Bhatke huye ek
Raahi ka mandir
Aao tujhe main pyar karu
Phir pyaar karu
Aur pyaar karu main
Aao tujhe main

Katati nahi hain ab
Ye kaali kaali raate
Aati hain yaad mujhe
Pyaari pyaari baate
Tu hi mera meet hain
Zindagi ka geet hain
Suni suni raaho mein
Hath mera thaam le
Aao tujhe main pyar karu
Phir pyaar karu
Aur pyaar karu main
Aao tujhe main

Khwabon ki duniya
Jo humne bahai thi
Phulo se sanwari thi
Aur taro se sajayi thi
Tujhe mujhse pyaar thaa
Umra bhar ka sath tha
Paaon padun mein
Tere jaana na chhod ke
Aao tujhe main pyar karu
Phir pyaar karu
Aur pyaar karu main
Aao tujhe main pyar karu
Phir pyaar karu
Aur pyaar karu main
Aao tujhe main.

More songs lyrics from Ramu To Diwana Hai.