Aao Re Lyrics

"Aao Re" lyrics from Dil Ke Jharoke Main and music directed by bappi lahiri and composed by bappi lahiri

Music Director(s):
Composer(s):

Aao Re Lyrics


Aao re parwano
Sagai hai shama ki
Raat ki anguthi mein hai
Chandni ka nagina
Aao re parwano
Sagai hai shama ki
Raat ki anguthi mein hai
Chandni ka nagina

Naacho re sab koi mil ke
Tak dhina dhin dhin tak tinna
Naacho re sab koi mil ke
Tak dhina dhin dhin tak tinna
Aao re parwano
Sagai hai shama ki
Raat ki anguthi mein hai
Chandni ka nagina
Aao re parwano
Sagai hai shama ki
Raat ki anguthi mein hai
Chandni ka nagina

Papa aao mummy aao
Khoosi ka nazrana leke aao ji
Mamaji tum dhoon tal pe
Mami ji ko bhi naach nachao
Papa aao mummy aao
Khoosi ka nazrana leke aao ji
Mamaji tum dhoon tal pe
Mami ji ko bhi naach nachao
Yun thirko dharti hil jaae
Aane do jo aaye pasina

Naacho re sab koi mil ke
Tak dhina dhin dhin tak tinna
Aao re parwano
Sagai hai shama ki
Raat ki anguthi mein hai
Chandni ka nagina
Aao re parwano
Sagai hai shama ki
Raat ki anguthi mein hai
Chandni ka nagina

Idhar dekho sama pyara
Mayur ko hiaran jaisi chaal hai
O lallu ram o gun bala
Has has ke charo taraf kar do ujala
Idhar dekho sama pyara
Mayur ko hiaran jaisi chaal hai
O lallu ram o gun bala
Has has ke charo taraf kar do ujala
Aaj dikhlao sara kamaal
Yaa to abhi yaa to kabhi na

Naacho re sab koi mil ke
Tak dhina dhin dhin tak tinna
Aao re parwano
Sagai hai shama ki
Raat ki anguthi mein hai
Chandni ka nagina
Aao re parwano
Sagai hai shama ki
Raat ki anguthi mein hai
Chandni ka nagina

Aisi masti mein o rubi
Gir padu to mujhe bhi sambhaal na
O aitoni dekho kaisa
Paani pi ke mast hai lala
Aisi masti mein o rubi
Gir padu to mujhe bhi sambhaal na
O aitoni dekho kaisa
Paani pi ke mast hai lala
Bongo chhodo tabla uthao
Dekho kaisa baaj raha na

Naacho re sab koi mil ke
Tak dhina dhin dhin tak tinna
Aao re parwano
Sagai hai shama ki
Raat ki anguthi mein hai
Chandni ka nagina
Aao re parwano
Sagai hai shama ki
Raat ki anguthi mein hai
Chandni ka nagina
Naacho re sab koi mil ke
Tak dhina dhin dhin tak tinna
Naacho re sab koi mil ke
Tak dhina dhin dhin tak tinna

Aao re parwano
Sagai hai shama ki
Raat ki anguthi mein hai
Chandni ka nagina
Aao re parwano
Sagai hai shama ki
Raat ki anguthi mein hai
Chandni ka nagina.

More songs lyrics from Dil Ke Jharoke Main.