Aao Mere Ghar Aao Lyrics

Aao Mere Ghar Aao lyrics from Chhatrapati Shivaji sung by lata mangeshkar and music directed by ramchandra narhar chitalkar (c. ramchandra) and composed by ramchandra narhar chitalkar (c. ramchandra) and lyrics written by shailendra (shankardas kesarilal)

Singer(s):

Aao Mere Ghar Aao Lyrics


Aao mere ghar aao
Mann mandir ke vasi
Aao mere ghar aao
Mann mandir ke vasi
Tere darshan ko tarse
Tere charnan ki dasi
Aao mere ghar aao
Mann mandir ke vasi
Aao

Tum to lade
Anyayi dushman se
Yaha ladi main akeli
Apne akele pan se
Apne akele pan se
Ek aur main dulhan
Ek aur main dulhan
Duji aur udasi
Tere charnan ki dasi
Aao mere ghar aao
Man mandir ke vasi
Aao

Teri rangbhumi mein
Chamki thi talware
Yaha bijuriya chamki
Barsi yaha phuhare
Barsi yaha phuhare
Jal se bhari meri ankhiya
Jal se bhari meri ankhiya
Phir bhi rah gayi pyasi
Tere charnan ki dasi
Aao mere ghar aao
Man mandir ke vasi
Aao.

More songs lyrics from Chhatrapati Shivaji.