Aao Aao Tumhe Batau Lyrics

"Aao Aao Tumhe Batau" lyrics from Ghar Ka Chirag sung by lata mangeshkar and music directed by madan mohan kohli and composed by madan mohan kohli and lyrics written by kaifi azmi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aao Aao Tumhe Batau Lyrics


Aao aao tumhe batau
Ke maa kya hai
Aao aao tumhe batau
Ke maa kya hai
Maa ek jyoti jivan me
Baki sab andhiyara hai
Maa ek jyoti jivan me
Baki sab andhiyara hai
Saath hi uske duniya me
Bhagwan ne pyar uthara hai
Maa ka duja naam hai pyar
Mere sathi mere yaar
Aao aao tumhe batau
Ke maa kya hai

Jinko maa chhu leti hai
Kante wo khil jate hai
Jinko maa chhu leti hai
Kante wo khil jate hai
Mahake mahake aanchal me
Sare sukh mil jate hai
Maa ki godi ek sansar
Mere sathi mere yaar
Aao aao tumhe batau
Ke maa kya hai

Bukha hai tokar kha
Pyasa hai to aansu pee
Bukha hai tokar kha
Pyasa hai to aanshu pee
Duniya humse kahti hai
Jina hai to aise ji
Maa bin jina hai bekars
Mere sathi mere yaar
Aao aao tumhe batau
Ke maa kya hai
Aao aao tumhe batau
Ke maa kya hai.

More songs lyrics from Ghar Ka Chirag.