Aankhon Mein Kyon Lyrics

"Aankhon Mein Kyon" lyrics from Dekh Bhai Dekh: Laughter Behind Darkness sung by rahat nusrat fateh ali khan, rajab ali and music directed by abuzar rizvi, nayab raja and composed by abuzar rizvi, nayab raja and lyrics written by rashid firozbadi

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aankhon Mein Kyon Lyrics


Aankhon mein kyun nami hai,
Zindagi mein kuchh kami hai
Aankhon mein kyun nami hai,
Zindagi mein kuchh kami hai
Sune dil ki kyun abb toh yeh jameen hai
Mere maula kyun bebas abb hamin hai
Aankhon mein kyun nami hai

Dil mein reh gayi saari khwaaishein
Sehara lage jahaan sukun
Abb hamaara kho gaya
Nainon se o rahi ashqon ki baarishein
Chain abb hai kahaana
Juda saara aalam ho gaya
Raaste kyun nahi hai,
Manjilein na kahin hai
Aankhon mein kyun nami hai

Tutake bikhari abb toh
Har khushi, jina lage saja
Thukaraaya kyun sabne hamein
Dekhe the khwaab jo ujade hai aaj woh
Apane huye khafa kaise bataau main tumhe
Dhadkane kyun thami hai,
Kho gayi abb hansi hai
Aankhon mein kyun nami hai,
Zindagi mein kuchh kami hai
Sune dil ki kyun abb toh yeh jameen hai
Mere maula kyun bebas abb hamin hai
Aankhon mein kyun nami hai.

More songs lyrics from Dekh Bhai Dekh: Laughter Behind Darkness.