Aankhein Tumahri Do Jahan Lyrics

"Aankhein Tumahri Do Jahan" lyrics from Zameen Aasman sung by kishore kumar and music directed by kishore kumar and composed by kishore kumar and lyrics written by indeevar (shyamalal babu rai)

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aankhein Tumahri Do Jahan Lyrics


Aankhein tumahri do jahan
Aanchal tumhara aasma
Khilta badan jaise chaman
Aayi ho kaha se o janejaa
Gulsita meharba
Aankhe tumhari do jaha
Aanchal tumhara aasma
Khilta badan jaise chaman
Aayi ho kaha se o janejaa
Gulsita meharba

Chehara tumhara dekh kar
Harti nahi hai kyu nazar
Harti nahi hai kyu nazar
Aarzu yahi hai dil ki
Dekha kare hum umar bhar
Har ek ada nirali hai
Dil jit lene wali hai
Har ek ada nirali hai
Dil jit lene wali
Aankhein tumahri do jahan
Aanchal tumhara aasma
Khilta badan jaise chaman
Aayi ho kaha se o janejaa
Gulsita meharba

Hire ke jaisi he nazar
Kant de jo pal main jigar
Ek baar jo bhi dekha le
Tadapa kare umar bhar
Araman hazaro jaag uthe
Tumse tumhi ko maang uthe
Araman hazaro jaag uthe
Tumse tumhi ko maang uthe
Aankhein tumahri do jahan
Aanchal tumhara aasma
Khilta badan jaise chaman
Aayi ho kaha se o janejaa
Gulsita meharba

Chanchal kali ho chul buli
Baatein hai ras me ghuli ghuli
Bahon ke andaz me
Jannat ki rahe khuli khuli
Har zam se bad ke ada
Utre nahi jiska nasha
Har zam se bad ke ada
Utre nahi jiska nasha
Aankhein tumahri do jahan
Aanchal tumhara aasma
Khilta badan jaise chaman
Aayi ho kaha se o janejaa
Gulsita meharba.

More songs lyrics from Zameen Aasman.