Aankhein (Title) Lyrics

"Aankhein (Title)" lyrics from Aankhein


Aankhein (Title) Lyrics


Us desh ki sarhad ko koi chu nahi sakta
Jis desh ki sarhad ki nigehabaan hai aankhein
Aankhein aankhein aankhein aankhein
Is desh ki hai ye aankhein
Is desh ki hai ye aankhein
Dushman ko ye pahechane
Is desh ki hai ye aankhein
Us desh ki sarhad ko koi chu nahi sakta
Jis desh ki sarhad ki nigehabaan hai aankhein
Us desh ki sarhad ko koi chu nahi sakta
Jis desh ki sarhad ki nigehabaan hai aankhein
Aankhein.

More songs lyrics from Aankhein.