Aankhe Sharab Ki Lyrics

"Aankhe Sharab Ki" lyrics from Man Ki Aankhen sung by lata mangeshkar, prabodh chandra dey (manna dey) and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by sahir ludhianvi

Lyricist(s):

Aankhe Sharab Ki Lyrics


Meri jaan mari jaan
Dil kare maati
Nao balkhati chali aa chali aa
Meri jaan

Aankhen sarab ke chhalke
Chhalke paimane
Aankhen sarab ke chhalke
Chhalke paimane
Taase gulab ke maheke
Maheke afsaane
Haay mere shabab ke
Mahefil mahefil deewane
Aankhen sarab ke chhalke
Chhalke paimane
Meri jaan mari jaan
Dil kare maati
Nao balkhati chali aa chali aa
Meri jaan

Daavat hai bekhudi ki
Har ek nigah hume
Kahe pukarti hai
Aaja panah mein
Daavat hai bekhudi ki
Har ek nigah hume
Kahe pukarti hai
Aaja panah mein
Ye sokh raaten khona na
Jaagi aankhen sona na
Aaj gafil hona na
Kaheti hai ye jawani ka
Daaman ke daag ko
Bhoole se bhi dhona na
Daaman ke daag ko
Bhoole se bhi dhona na
Meri jaan mari jaan
Dil kare maati
Nao balkhati chali aa chali aa
Meri jaan

Wo hi maze mein jo
Aashiq mizaz mein hai
Kal kuch nahi hai pyare
Jo kuch hai aaj hai
Wo hi maze mein jo
Aashiq mizaz mein hai
Kal kuch nahi hai pyare
Jo kuch hai aaj hai
Is waqt ko thukrana na
Apne ko tarsana na
Dekh ab sharmana na
Kaheti hai ye jawani yehi
Do din bahar hai
Phir piche pachtana na
Do din bahar hai
Phir piche pachtana na

Meri jaan mari jaan
Ho taase gulab ke maheke
Maheke afsaane
Haay mere shabab ke
Maheke maheke deewane
Aankhen sarab ke chhalke
Chhalke paimane
Meri jaan mari jaan
Dil kare maati
Nao balkhati chali aa chali aa
Meri jaan.

More songs lyrics from Man Ki Aankhen.