Aankh Se Door Na Ho Lyrics

"Aankh Se Door Na Ho" lyrics from Naghmagar sung by nina mehta and music directed by rajendra mehta and composed by rajendra mehta and lyrics written by ahmad faraz

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aankh Se Door Na Ho Lyrics


Aankh se door na ho dil se utar jayega
Aankh se door na ho dil se utar jayega
Aankh se door na ho dil se utar jayega
Waqt ka kya hai guzarta hain guzar jayega
Aankh se door na ho

Dubate dubate kashti ko uchhala dedu
Dubate dubate kashti ko uchhala dedu
Main nahi khoi to saahil pe utar jaayega
Aankh se door na ho

Zindagi teri atta hain to ye jaane waala
Zindagi teri atta hain to ye jaane waala
Teri bakshish teri dehliz pe dhal jaayega
Aankh se door na ho

Sab talazim hain magar dukh hai qayamat ka faraz
Sab talazim hain magar dukh hai qayamat ka faraz
Zaalim ab ke bhi na royega sambhal jayega
Aankh se door na ho dil se utar jayega
Waqt ka kya hai guzarta hain guzar jayega
Aankh se door na ho.

More songs lyrics from Naghmagar.