Aankh Jab Bandh Kiya Karte Hai Lyrics

"Aankh Jab Bandh Kiya Karte Hai" lyrics from Dilruba sung by penaz masani and music directed by penaz masani and composed by penaz masani

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aankh Jab Bandh Kiya Karte Hai Lyrics


Aankh jab bandh kiya karte hai
Aankh jab bandh kiya karte hai
Samane aap hua karte hai
Aankh jab bandh kiya karte hai
Aankh jab bandh kiya karte hai

Aap jaisa hi mujhe lagata hai
Lagata hai
Aap jaisa hi mujhe lagata hai
Khawab mein jisse mila karte hai
Khawab mein jisse mila karte hai
Aankh jab bandh
Jab bandh kiya karte hai

Tu agar chhod ke jaata hai to kya
Tu agar chhod ke jaata hai to kya
Tu agar chhod ke jaata hai to kya
Tu agar chhod ke jaata hai to kya
Haadase roz hua karte hai
Haadase roz hua karte hai
Aankh jab bandh kiya karte hai
Aankh jab bandh kiya karte hai

Naam unka na koi unka pata nikal saka
Naam unka na koi unka pata
Log jo dil mein raha karte hai
Log jo dil mein raha karte hai
Aankh jab bandh
Jab bandh kiya karte hai
Aankh jab bandh kiya karte hai

Hamne raahi ka chalan sikha hai
Hamne raahi ka chalan sikha hai
Hamne raahi ka chalan sikha hai
Hamne raahi ka chalan sikha hai
Ham akele hi chala karte hai
Ham akele hi chala karte hai
Aankh jab bandh kiya karte hai
Samane aap hua karte hai
Aankh jab bandh kiya karte hai
Aankh jab bandh kiya karte hai.

More songs lyrics from Dilruba.