Aanka Baanka Tali Talaka Lyrics

"Aanka Baanka Tali Talaka" lyrics from Zanjeer sung by mohammed rafi and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by gulshan bawra (gulshan kumar mehta)

Singer(s):

Aanka Baanka Tali Talaka Lyrics


Aanka banka tali talaka
Halla bulla dhum dhamaka
Jam uthao jam
Jam uthao jam
Aaj ka deen hai tumhare naam
Aaj ka deen hai tumhare naam
Aanka banka tali talaka
Halla bulla dhum dhamaka
Jam uthao jam
Jam uthao jam
Aaj ka deen hai tumhare naam
Aaj ka deen hai tumhare naam

Do patte hai anaro ke
Ho ho ho do patte hai anaro ke
Budho pe jawani aa gayi
Aaye deen hai hoye
Ho aaye deen hai baharo ke
Ho sada na bagi koyal bole hoye
He sada na bagi koyal bole
Sada na patte aam
Aaj ka deen hai tumhare naam
Ha aaj ka deen hai tumhare naam

He beda ishq ka par ho gaya
Ho ho ho beda ishq ka par ho gaya
Gale se lagaya yaar ne
O sache rab ka hai
O sache rab ka deedar ho gaya
Yaar nahi to pyar nahi hai hai hai
Pyar nahi to yaar nahi hai
Yaar hi apna kama
Hai aaj ka deen hai tumhare naam
Hai aaj ka deen hai tumhare naam

Pyar hai mandir pyar hai masjid
Pyar hai kaba kashi
Are yaar bina sab andhiyara
Keisi puran masi
Hai ishq mushq na chhupte yaaro
Na hi phul gulabi
Are jikso chade sarab ishq ki
Wo hai atal sarabi
Do tara ne lishq diya
Ho ho ho do tara ne lishq diya
Asa teri navadh padi
Tenu maradani
Hai tenu maradani lishq diya
Kya rab kisi ka ess duniya mein
Hai hai hai kya rab kisi ka ess duniya mein
Ishq na ho na kama
Hai aaj ka deen hai tumhare naam
Aaj ka deen hai tumhare naam
Aanka banka tali talaka
Halla bulla dhum dhamaka
Jam uthao jam
Jam uthao jam
Aaj ka deen hai tumhare naam
Aaj ka deen hai tumhare naam
Rama aaj ka deen hai tumhare naam
Aaj ka deen hai tumhare naam
Aaj ka deen hai tumhare naam
Aaj ka deen hai tumhare naam
He sarke jawa.

More songs lyrics from Zanjeer.