Aala Re Ala Manya Lyrics

"Aala Re Ala Manya" lyrics from Shootout At Wadala sung by mika singh, sunidhi chauhan and music directed by anu malik and composed by anu malik and lyrics written by rakesh kumar (kumaar)

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aala Re Ala Manya Lyrics


Aag lagi hai
Lala lala lala lala la
Dhuaan uttha hai
Lala lala lala lala la
Aag lagi hai dhuaan uttha hai
Ishq mohabbat wala
Aag lagi hai dhuaan uttha hai
Ishq mohabbat wala
Kisne meri jaan chura li
Kisne maar dala

Aala re aala manya aala
Dil ke shehar mein
Apun ka bolbala
Aala re aala manya aala
Dil ke shehar mein
Apun ka bolbala
Aala re aala manya aala
Dil ke shehar mein
Apun ka bolbala

Meri aankhon ki sharaaratein
Meri saanson ki haraaratein
Meri sehmi sehmi chaahatein
Mere nange paanv ahaatein
Mera jo bhi hai woh
Mere mehboob ka

Oh dekhun kaise
Rakhe tu mehboob ko
Meri baahon ki kashti
Ke sang doobe dil
Jo tujhe khwaab
Mein roz milta raha
Jo tujhe khwaab
Mein roz milta raha
Main wahi hun wahi
Hun wahi khoob hun
Aawaragardi karne
Aaya yahaan matwala
Aashiq waali adaa ne
Zaalim mujhko maar dala

Aala re aala manya aala
Aaj se hoga apun ka bolbala
Aala re aala manya aala
Tum sa kasam se na
Dekha himmatwala

Dekhe door door door se
Koi bol de hazoor se
Koi thaam lo zara inhe
Woh mere nashe mein choor se
Ishq ki yeh jalan
Tum na seh paoge

Ho ho ho ho
Tu jala toh sahi
Hus ke jal jayenge
Khol ke seena teere
Nazar khyaenge
Tu ishara toh kar
Tujhpe sab de loota
Tu ishara toh kar
Tujhpe sab de loota
Kehde tu khotte sikke
Bhi chal jayenge

Tujhme kuch toh baat hai
Mera dil kyun dhadhka saala
Mar mitti hun tujhpe
Mujhko faraad karne wala

Aala re aala manya aala
Sab se alag hai tu
Sab se niraala
Aala re aala manya aala
Akkhi mumbai mein
Apun ka bolbala
Aala re aala manya aala
Sab se alag hai tu
Sab se niraala
Aala re aala manya aala
Dil ke shehar mein
Apun ka bolbala.

More songs lyrics from Shootout At Wadala.