Aakho Se Aakhe Milau Lyrics

"Aakho Se Aakhe Milau" lyrics from Baali Umar Ko Salaam sung by kumar sanu, rajshree biswas and music directed by bappi lahiri and composed by bappi lahiri and lyrics written by nawab arzoo

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aakho Se Aakhe Milau Lyrics


Anhko se ankhe milau
To ho jayega deewana
Dil se agar dil lagalu
To ban jayega afsana
Baho mein aao na o mahbuba
Chodo bhi sharmana
Tu hai deewani main hu deewana
Tu shama hai main hu parwana
Anhko se ankhe milau
To ho jayega deewana
Dil se agar dil lagalu
To ban jayega afsana

Badal se badal jo takraye
Bolo use kya kahte hai
Sawam sawan sawan sawan
Ankho se dil mein utar jaye
Bolo use kya kahte hai
Sajan sajan sajan sajan
Sab kuch samjhti hai bholi nahi hai tu
Tujhko kya samjhana
Tu hai deewani main hu deewana
Tu shama hai main hu parwana
Anhko se ankhe milau
To ho jayega deewana
Dil se agar dil lagalu
To ban jayega afsana

Palko se nindiya chura le jaye
Bolo us kya kahte hai
Mohabbat mohabbat mohabbat
Hotho se lali uda le jaye
Bolo use kya kahte hai
Chahat chahat chahat
Sab kuch tere nam kar diya hai
Leja tu dil e najrana
Mai hu deewani tu hai deewana
Mai shama hu tu hai parwana
Anhko se ankhe milau
To ho jayega deewana
Dil se agar dil lagalu
To ban jayega afsana

Phoolo se ras jo le jaye
Bolo use kya kahte hai
Bhawara bhawara
Bhawara bhawara
Do dilo ko tadpaye
Bolo use kya kahte hai
Pahra pahra pahra pahra
Ho todenge rasmo ke
Bandhan roke lakh jamana
Tu hai deewani main hu deewana
Tu shama hai main hu parwana
Anhko se ankhe milau
To ho jayega deewana
Dil se agar dil lagalu
To ban jayega afsana
Baho mein aao na
O mahbuba chodo na sharmana
Tu hai deewani main hu deewana
Mai shama hu tu hai parwana.

More songs lyrics from Baali Umar Ko Salaam.