Aakhiya Mila Ke Lyrics

"Aakhiya Mila Ke" lyrics from Mukhda sung by sulochana kadam and music directed by shyam sunder premi (shyam sunder) and composed by shyam sunder premi (shyam sunder) and lyrics written by aziz kashmiri

Singer(s):
Lyricist(s):

Aakhiya Mila Ke Lyrics


Ankhiya mila ke ankhiyo
Ki neend chura ke na ja
Ankhiya mila ke ankhiyo
Ki neend chura ke na ja
Ankhiya mila ke

Pal bhar baithu to
Dil ka dard uthaye sajna
Pal bhar baithu to
Dil ka dard uthaye sajna
Uth kar jhanku to
Chanda hansi udaye sajna
Meri aankho meri aankho mein
Gham ke dip jal ke na ja
Ankhiya mila ke ankhiyo
Ki neend chura ke na ja
Ankhiya mila ke

Phir gaya humpe kyu jiya
Tumhara bolo saiya
Phir gaya humpe kyu jiya
Tumhara bolo saiya
Dil mein kya hai
Dil mein kya hai
Kuch bhed to dil ka kholo saiya
Dil ki nagri
Dil ki nagri mein zalim
Aag laga ke na ja
Ankhiya mila ke ankhiyo
Ki neend chura ke na ja
Ankhiya mila ke

Taare gin gin kar thak
Gaye nain hamare raja
Taare gin gin kar thak
Gaye nain hamare raja
Ab to kahti hai ankhiya
Bina bulaye aaja
Bedardi o bedardi yu
Mithi halak dikha ke na ja
Ankhiya mila ke ankhiyo
Ki neend chura ke na ja
Ankhiya mila ke.

More songs lyrics from Mukhda.