Aakhen Khul Jati Hai Lyrics

"Aakhen Khul Jati Hai" lyrics from Khushnuma sung by talat aziz and music directed by talat aziz and composed by talat aziz and lyrics written by nusrat badr

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aakhen Khul Jati Hai Lyrics

Aakhen khul jati hai aur tera asar jaata hai

Khwab to khwab hai har subha bikhar jaata hai

Zard padte hain nahi gham ke hare yeh patte

Jitna badhata hai mera dard nikhar jaata hai
Jitna badhata hai mera dard nikhar jaata hai
Khwab to khwab hai har subha bikhar jaata hai
Aakhen khul jati hai aur tera asar jaata hai

Meri aankho se nikal kar mera har ek aansu

Teri palko pe jo girta hai sawar jaata hai
Teri palko pe jo girta hai sawar jaata hai
Khwab to khwab hai har subha bikhar jaata hai
Aakhen khul jati hai aur tera asar jaata hai

Tu achanak se kabhi samne a jaata hai
Tu achanak se kabhi samne a jaata hai
Saanse ruk jaati hai aur dil bhi thehr jaata hai
Saanse ruk jaati hai aur dil bhi thehr jaata hai
Khwab to khwab hai har subha bikhar jaata hai
Aakhen khul jati hai aur tera asar jaata hai
Aakhen khul jati hai aur tera asar jaata hai.

More songs lyrics from Khushnuma.