Aaja Ve Saajan Lyrics

"Aaja Ve Saajan" lyrics from Maine Dil Tujhko Diya sung by alka yagnik, sunidhi chauhan and music directed by daboo malik and composed by daboo malik and lyrics written by faaiz anwar

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aaja Ve Saajan Lyrics


Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan
Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan
Nayan Bichaaye Teri Raahon Par
Saathi Saki Sab Raha Thake Hain
Dhoond Rahi Hai Tujhe Sab Ki Nazar
Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan
Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan

Taaro Se Teri Mang Sajegi Meri Behna Dulhan Banegi
Mujhko Pata Hai Woh Aayega Teri Doli Le Jaaegya
Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan
Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan

Pheeka Na Pad Jaaye Mehndi Ka Rang
Itni Kahin Der Ho Jaaye Na
Jis Pyaar Pe Hum Ko Yakin Hai
Us Pyaar Ki Haar Ho Jaaye Na
Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan
Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan
Nayan Bichaaye Teri Raahon Par
Saathi Saki Sab Raha Thake Hain
Dhoond Rahi Hai Tujhe Sab Ki Nazar
Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan

More songs lyrics from Maine Dil Tujhko Diya.