Aaja Sawariya Lyrics

"Aaja Sawariya" lyrics from Meethi Romance sung by partha sakhadas kabi and music directed by miten chhadva and composed by miten chhadva and lyrics written by bhupen chhadva

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aaja Sawariya Lyrics


Aaja sawariya
Aaja sawariya
Tere bin tadpe jiya
Tere bin tadpe jiya
Sawan barse naina tarse
Sawan barse naina tarse
Tujhko pukare piya piya
Aaja sawariya
Aaja sawariya
Tere bin tadpe jiya
Tere bin tadpe jiya

Wada tha tera
Aayega ek din
Wada tha tera
Aayega ek din
Pyar barsayega
Har pal har din
Pyar barsayega
Har pal har din
Piya mohe piya mohe
Piya mohe piya mohe
Na tarsa na tadpa
Aaja sawariya
Aaja sawariya
Tere bin tadpe jiya
Tere bin tadpe jiya
Aaja sawariya

Suna yeh angana
Pyasi hai raina
Suna yeh angana
Pyasi hai raina
Teri hi yaado ne
Chhina hai chaina
Teri hi yaado ne
Chhina hai chaina
Roye jiya roye jiya
Roye jiya roye jiya
Na tu sata na tu rula
Aaja sawariya
Aaja sawariya
Tere bin tadpe jiya
Tere bin tadpe jiya
Sawan barse naina tarse
Sawan barse naina tarse
Tujhko pukare piya piya.

More songs lyrics from Meethi Romance.