Aaja Re Saathiya Lyrics

"Aaja Re Saathiya" lyrics from Rani Aur Maharani sung by kumar sanu, sadhana sargam and lyrics written by dilip tahir

Singer(s):
Lyricist(s):

Aaja Re Saathiya Lyrics


O mitwa mitwa mitwa
Aaja re aaja re sathiya sathiya

Chahat ke aangan ke tu sajna
Maine chaha tujhe maine pooja tujhe
Man ke mandir mein hai tu sajna
Dil ki dhadkan mein hai tu jane ja
Chahat ke gulshan mein tu jane ja
Maine chaha tujhe maine pooja tujhe
Meri sanso ki sargum mein tu jane ja
Dil ki dhadkan mein hai tu sajna
Chahat ke gulshan mein tu jane ja

Har janam mein mere sajna
Teri main banke rahu
Har janam mein mujhe ek hi kam ho
Mere hotho pe hardam tera nam ho
Tu nazar hai tu jigar hai
Tu hai meri humsafar
Aankho mein sanso mein tu sajna
Khwabo khyalo mein tu sajna
Dil ki dhadkan mein hai tu sajna
Chahat ke gulshan mein tu jane ja

Chal kahi apni basti basa le sanam
Pyar ke gaav mein ghar bana le sanam
Ruthe dunia chute duniya
Na ruthna tu sanam
Pyar ka deep jalta hai jalta rahe
Silsila pyar ka yuhi chalta rahe
Tu mera sapna tu mera apna
Tu mera hai khuda
Phulo baharo mein tu jane ja
Sare nazaro mein tu jane ja
Dil ki dhadkan mein hai tu sajna
Chahat ke aagan mein tu sajna
Dil ki dhadkan mein hai tu jane ja
Chahat ke aagan mein tu jane ja
Maine chaha tujhe maine pooja tujhe
Man ke mandir mein hai tuhi tu sajna.

More songs lyrics from Rani Aur Maharani.