Aaja Re Aaja Tera Intezaar Hai Lyrics

"Aaja Re Aaja Tera Intezaar Hai" lyrics from Intezaar sung by tamanna bano and music directed by aamir ali and composed by aamir ali

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aaja Re Aaja Tera Intezaar Hai Lyrics


Aaja re aaja tera
Intezaar hai
Aaja re aaja tera
Intezaar hai
O bedardi dekha le aakar
O bedardi dekha le aakar
Dil beqaraar hain
Aaja re aaja
Tera intezaar hai
O aaja re aaja
Tera intezaar hai

Fasale bahaar mein
Bhi chain na aaye
Fasale bahaar mein
Bhi chain na aaye
Saawan ki badali
Dil mein aag lagaye
Saawan ki badali
Dil mein aag lagaye
Bheega daaman
Kaise chhupaun
Bheega daaman
Kaise chhupaun
Aankha ashq bhar de
Aaja re aaja
Tera intezaar hai
O aaja re aaja
Tera intezaar hai

Dekhengi sakhiya kisane
Luta hai tann mann
Dekhengi sakhiya kisane
Luta hai tann mann
Puchh rahi hain tera
Kaun hai saajan
Puchh rahi hain tera
Kaun hai saajan
Rushwaai ke
Darr se na bolun
Rushwaai ke
Darr se na bolun
Mujhe tumse pyaar hain
Aaja re aaja
Tera intezaar hai
O aaja re aaja
Tera intezaar hai

Judaai ke gam se tune
Mera dil dukhaya
Judaai ke gam se tune
Mera dil dukhaya
Ajab rog tune
Mere dil ko lagaya
Ajab rog tune
Mere dil ko lagaya
Mere labon pe
Sun le tu aakar
Mere labon pe
Sun le tu aakar
Teri hi pukaar hain
Aaja re aaja tera
Intezaar hai
Aaja re aaja tera
Intezaar hai.

More songs lyrics from Intezaar.