Aaja Re Aaja Kar Loon Lyrics

"Aaja Re Aaja Kar Loon" lyrics from Husn sung by salma agha and music directed by zafar iqbal and composed by zafar iqbal and lyrics written by qateel shifai

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aaja Re Aaja Kar Loon Lyrics


Aaja re aaja kar loon tumhein pyar
Aaja re aaja kar loon tumhein pyar
Tum jo mile phool khile
Jeevan mein aayi bahaar
Aaja re aaja kar loon tumhein pyar
Tum jo mile phool khile
Jeevan mein aayi bahaar
Aaja re aaja kar loon tumhein pyar

Aaj fizza mein rang naya hai
Aaj fizza mein rang naya hai
Geet labon par jhoom raha hai
Jhoom raha hai
Dil yeh kahein tum ho mere
Sadiyon se hoon beqaraar
Aaja re aaja kar loon tumhein pyar

Sapna mera tu hai sajana
Sapna mera tu hai sajana
Saanso mein hai tujhko rakhna
Tujhko rakhna
Kaliyan nayi khilne lagi
Waade hai banke ye bahaar
Aaja re aaja kar loon tumhein pyar
Tum jo mile phool khile
Jeevan mein aayi bahaar
Aaja re aaja kar loon tumhein pyar
Aaja re aaja kar loon tumhein pyar.

More songs lyrics from Husn.