Aaja O Mere Raja Lyrics

"Aaja O Mere Raja" lyrics from Apna Desh sung by asha bhosle and music directed by rahul dev burman and composed by rahul dev burman and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aaja O Mere Raja Lyrics


Aaja re aaja re aaja
Aaja re aaja re aaja
Aaja o mere raja
Jannat ki sair karaungi main
Are duniya dikhaungi mein
Saki utha tu mujhko pila
Tujhko pilaungi main
Aaja o mere raja
Jannat ki sair karaungi main
Are duniya dikhaungi mein
Saki utha tu mujhko pila
Tujhko pilaungi main
Aaja o mere raja
Jannat ki sair karaungi main

Yeh tu kya karta hai
Shama se darta hai
Jite ji marta hai
Aahe bhi kyu bharta hai
Mere parwane aa
Mere deewane aa
Oye oye oye ha ha ha
Jaane wafa aa mujhko jala
Tujhko jalaungi main
Aaja o mere raja
Jannat ki sair karaungi main
Are duniya dikhaungi main
Saki utha mujhko pila
Tujhko pilaungi main
Aaja o mere raja
Jannat ki sair karaungi main

Apni hi aankho se
Tu na dekhe nazare
Ab meri aankho se
Dekh tu chand sitare
Aa mere pyar aa
Mere sahare aa
Aankhe mila mujhko sata
Tujhko sataungi main
Aaja o mere raja
Jannat ki sair karaungi main
Are duniya dikhaungi main
Saki utha mujhko pila
Tujhko pilaungi main
Aaja o mere raja
Jannat ki sair karaungi main

Sari raat pina hai
Sari umar jina hai
Sagar hai meena hai
Aur bhi pina hai
Rehne de jaane de
Masti mein aane de
Aaye maja tu jo ruthe
Tujhko manaungi main
Are duniya dikhaungi main
Saki utha mujhko pila
Tujhko pilaungi main
Aaja o mere raja
Jannat ki sair karaungi main.

More songs lyrics from Apna Desh.