Aaja Meri Jaana Meri Baahon Mein Lyrics

"Aaja Meri Jaana Meri Baahon Mein" lyrics from Ghaznafar sung by shabana and music directed by shabana and composed by shabana

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aaja Meri Jaana Meri Baahon Mein Lyrics


Aaja meri jaana meri baahon mein aaja
Aaja meri jaana meri baahon mein aaja
Tu roop ka shirngaar tu husn ka nikhaar
Tu roop ka shirngaar tu husn ka nikhaar
Mere dil mein aake samaa jaana
Aaja meri jaana meri baahon mein aaja
Aaja meri jaana meri baahon mein aaja

Jawaani teri dekhake deewana ho gaya
Tere pyaar mein khoke jaana mastana ho gaya
Jawaani teri dekhake deewana ho gaya
Tere pyaar mein khoke jaana mastana ho gaya
Tujh pe dil nisaar tuhi to mera pyaar
Meri baahon mein aaja
Aaja meri jaana meri baahon mein aaja

Kitna haseen ye mausam kaisa hai pyara samaa
Kehti hai dil ki dhadkan tu aa mere paas meri jaan
Kitna haseen ye mausam kaisa hai pyara samaa
Kehti hai dil ki dhadkan tu aa mere paas meri jaan
Yeh dil bekaraar kar mujh pe aitbaar
Meri baahon mein aaja
Aaja meri jaana meri baahon mein aaja

Kisa ye silsilaa hai kaisi yeh dooriyan
Itna hai faasle kyun tere aur mere darmiyaan
Kisa ye silsilaa hai kaisi yeh dooriyan
Itna hai faasle kyun tere aur mere darmiyaan
Mere dil ka tu karaar bas aa jaa tu ek baar
Meri baahon mein aaja
Aaja meri jaana meri baahon mein aaja
Aaja meri jaana meri baahon mein aaja
Tu roop ka shirngaar tu husn ka nikhaar
Tu roop ka shirngaar tu husn ka nikhaar
Mere dil mein aake samaa jaana
Aaja meri jaana meri baahon mein aaja
Aaja meri jaana meri baahon mein aaja.

More songs lyrics from Ghaznafar.